Passport kaise banwaye

< dir="ltr" style="text-align: left;" trbidi="on"> Namaskar dosto aap sabhi ka swagat hai mera name hai alok  aaj hm aap ke liye ek nya topic laye hai 
Passport kaise banwaye 
Jaisa ki hm sabhi jante hai jab bhi hme videsh ki yatra karni hoti hai to sabse pahle jish cheej ki jarurat padti hai wo hai passport.
Passport bnwane ke liye sabse pahle hme apna aawedan passport athority ki website pr karna hota hota hai 
Isme aapko apna name parents ka name awam kai prakar ki jankariya dalni hoti hai ttha sath apne sabhi document  ki scane copy dalni hoti hai 
Passport do prakar ka banta hai ek 30 page ka aur ek 60 page ka 30 page wale passport ko banwane me 1500 ka kharcha atta hai awam 60 page ke passport ko banwane me lgbhag 2000 ka kharcha ata hai 
div class="separator" style="clear: both; text-align: center;">
sko aply karne ke liye ap online site pr login kr sakte hai form complete hone ke bad aap chahe to fees online ya phir bank ke thru jma kr sakte hai agar apke pas online fees jma karne ki suvidha hai to meri salah hai ki aap online fees hi submit kre jisse aap ki bhag dour km ho jayegi iske alawa dosto jb aap ki fees sumit ho jayegi tb aapko ek login id ttha ek passward milega jisse aap kabhi bhi  apni progress ko trace kr sakte hai tha aapko ek appointment milega jis passport office se aapne form ko bhra hai .esme likha hoga ki aapko kis date me aana hai wha pr dosto aapko apni original document le jane hai wha pr aapke sabhi document dekhe jayenge ttha aapko wha 40-45rupye jma karne padenge ye rupye isliye jma karwaye jate hai jisse aapko ek tracking id  milegi jisse aap apni progress ko trace kr sakte hai wha ke sare kam nipta kr aapko chle ana hai phir aapki ek file banegi aur wah apke mool niwas ke police station me jayegi ye dekne kiye ki aapka record kaise hai 
Is prosiesur me aapko police station jana padega aur han dosto wha bhi aapko apne sabhi original document le jane hai sb kuch sahi rha to police station se apki file district pr s.p office jayegi 
Yhan pr ek passport office hota hai wha pr bhi phormelitees puri hone ke apki file phir se passport office aa jayegi 
Sabhi jagah se verification hone ke bad agar sb kuch sahi rhta hain to 10- 15 din me passport aap ke hath me hoga ab aap videsho me yatra karne ke liye taiyar hai ..
Aasa karte hai dosto aapko ye jankaree achi lgi hogi agar isme koi kmi ho to hme coment krke btaye hm apke sujhav ka swagat karte hain.
Milte hai phir kisi topiktpr hmari site pr visit karne ke liye dhanywad

Comments

  1. Many thanks to you for offering the learned blog to us. I trust that you will post a lot more sites with us. We give passport login best administrations in the entire world as a diplomatic visa available to be purchased.

    ReplyDelete

Post a Comment