Kya hoti hai mob lynching

Dosto jaisa ki aap sabhi jante hai ki aaj kal mob lynching ki ghatnaye bhut gyi hai aaye din media me mob lynching ko lekar koi na koi khabar aa jati hai aise me aap ke man me ek bat bar bar ati hogi ki mob lynching kya hoti hai
To esi topik pr aaj hm charcha karenge
Mob lynching mob lynching sabd  k prayog aisi ghatna ke liye kiya hata hai jise social media ke pletform se koi  jhooti ghatna ko bhut bde paimane pr viral kr diya hata hai jiske parinam swaroop kisi samuday ya kisi byakti pr bheed dwara bina soche samjhe hmla kr diya jata hai .
Jiska parinam yh hota hai ki kai vyaktiyo ki peet-peet kr hatya kr di jati hai
Aisi ghatnaye aajkl bhut adhik bd chuki hai jo ki samaj aur sarkar ke liye paresani ka sabab bn gyi hai
Mob lynching ke pramukh karan
Mob lynching ke bhut sare karan hai sabse bda karan social media facebook whatsapp jaise plateform hai jinki madad se kisi sandesh ko bhut km samay me bhut sare logo tk pahucha  diya jata  hai eske bad ekdum se bheed ektha hoti hai aur bina kuch soche samjhe apne target ko nisana bna leti hai.
Aisi apwah udane ke peeche logo ke apne swarth nihit hote hai jinme kisi samuday buses ke prati byakti ki kattarta ya bhir kisi se niji dusmani ko nikalna hota hai.
En ghatnao ko rokne ke liye sarkar kuch kargar kadam utha rahi hai jiski wajah se sarkar ki social media companio se dhan gayi esi wajah se WhatsApp ne apne platform me kuch badlao kiye hai jisse koi byakti kisi sandesh ko ekbar me bhut sare logo tk nhi bhej sakta.
Eske sakaratmak parinam bhi aane lge hai pr abhi aur karya karne ki jarurat hai jinme eske khilaf kadhor kanoor banana aur moneetaring karna sameel hai
Ab ham bat karte hai ki hmare desh me mob lynching ki kha kitni khatnaye hui hai
Waise to ek ekject akda btana muskil hai bhir bhi hum kuch akde aap ke samne rakhte hai akdo ke anusar mob lynching me sabse jyada jane andhra pradesh me lagbhag 14 logo ki jane gai hain eske bad maharastra me 9 tripura me 9 tamilnadu me 2 asam me 2 logo ki maut hui hai
Sarkar ke alawa mob lynching pr coart bhi sakt hui hai tha apne adesh ke dwara sarkar pr dabav bnaya hai jiske parinam swaroop sarkar espr jald hi kanoon bnane wali hai to asa karta hu dosto aplogo ko yah post achi lgi hogi
Agar aap hme koi sujhav dena chahte  hai  to commen  box me de sakte hai hm aapke comment ka swagat karte hai

Comments

Popular posts from this blog

CCC form apply online

How to apply Walmart or best price card वालमार्ट या बेस्ट प्राइस का कार्ड कैसे बनवाये

Indian most popular place taj mahal