Jio itni sasti service kaise de pati hai जियो इतनी सस्ती सर्विस कैसे देता है ?
Aaj hm phir ek nye topik ko lekar aye hai
Hmara nya topic ye hai ki kaise jio company jo mahaj kuch din purani hai itni sasti service kaise de rhi .
br /> to iske peeche bhut sare karan hai
Chaliye wistar se charcha karte hai
Sabse bda karan to yahi hai ki jio ne sabse pahle kai salo tk apne setup taiyar kiya aur apna khud ka communication setup taiyar kr liya jaisa ki hm jante hai ki ek operator ko comunicaciones bnane ke liye bhut sare lino ki jarurat padti hai bharat me do tarah ki telecommunication company s hai pahli tipe one jo ki tipe two ko apni sewaye deti hai jiske badle me ye unse paise leti hai
ye company bharat ke kone cone tk apne cables ko dalti hai jisse data trancfer hota in cabels me hmare bal se bhi patne optical fiber hjaro ki sankya me hoti hai jisse data light ke form me flow hota hai jiski speed 30-40 gpps tk ho sakti hai to aap samajh hi gaye honge ki isme data kitni speed me aata jata hai yhi pr jio ne apna khel dikha diya jio ne apni service suru karne se pahle 4-5 salo tk bharat ke hr city aur villages tk apni optical fiber ko jameen ke ander bhichaya
Iske alawa videsh se bhi comunicaciones bnane aum high speed data transfer karne ke liye samudra ke ander bhi cabbel dali jati hain aur unhe proper mentinence ki bhi jarurat padti hai yhan pr bhi reliance jio ne apna karnama kr dikhaya jio ne .duniya ke hr desh kt sumudra ke ander apni cabels dal di. ab chuk hm jante hain ki kinhi do computers ko cabals ke thru apas me jod dene pr unke beech communication suru ho jata hai aur isme lagat nhi aati hai .
yhan pr jio jb sb jagah pr apni cabels dal di to ek bar invest krne ke bad eska apna transmition hr jagah tk ho gya
Ab jaisa ki wo company jo dusri company ke cabels se apna transmition karti hai unko un company ko uska charge dena padta hai
Ab ye problem jio ke sath nhi thi use kisi dusre company se kisi bhi prakar ki suvidha lene ki jarurat nhi thi
Ab jio jitna chane utni sasti seva apne costumer ko de sakti thi jb jio ka pura setup complete ho gya .tb usne apni suvidhaye suru ki aur dekhte hi dekhte sabhi company uske age har mante huye najar ayi.
Wo chah kr bhi apni suvidha sasti nhi kr sakti kyuki unke pas apna infrastructure hi nhi hai wo dusri company ke cabels ka use karti hai isliye unhe iska charge dena padta hai .
To dusto ab aap ko samajh me aa gya hoga ki kaise jio itni sasti suvidha deti hai aur baki company nhi de pati hai
Agar aapko ko koi jankari prapt karni hai ya phir koi sujhaw dena chahte hain to comment box me de sakte hai
Comments
Post a Comment